logo

Political Poetry



Wo mutmaen k sab ki zuban kat di gaye

Wo mutmaen k sab ki zuban kat di gaye,
aesy khamoshyon say magar dar lagay muj


Tmama sheher hy maqtal usy k hathon main

Tmama sheher hy maqtal usy k hathon main,
tmam shehr usy ko duayen deta hy


Bana phirta hy har ik mudaey pegham bar

Bana phirta hy har ik mudaey pegham bar
tera har ik but koi sanam khanay main dawa hy khudai ka


Ham nay mana jang kary hy sar phooten gay

Ham nay mana jang kary hy sar phooten gay
khoon bahay ga


Tera sarmaya tery aas yahi hath to hain

Tera sarmaya tery aas yahi hath to hain
aur kuch bhi to nahi pas yahi hath to hain


Tuj ko kitnon ka lahoo chahe aye arz e watan

Tuj ko kitnon ka lahoo chahe aye arz e watan
jo tery ariz bay rang ko gulnar kary


Un ko islam k lut janay ka dar itna hy

Un ko islam k lut janay ka dar itna hy
ab wo kafir ko musalman nahy hony dety


Wo buton nay dalay waswasy k dilon say khof khuda gya

Wo buton nay dalay waswasy k dilon say khof khuda gya
wo pary hain roz qayamten k khyal roz jaza gya


Aj un ki nazar main kuch ham nay

Aj un ki nazar main kuch ham nay
sab ki nazren bacha kay dekh lia




Poet