logo

Faiz Ahmed Faiz Poetry

wasi shah


Kis qadar aag barasty hy yahan

Kis qadar aag barasty hy yahan,
khalq shabnam ko tarasty hy yahan

Aaj ham dar p khenchay gaye jin baton par

Aaj ham dar p khenchay gaye jin baton par,
kya ajab kal wo zamany ko nisabon main milen

Ajeeb rasm hy jo sadar anjuman ho faraz

Ajeeb rasm hy jo sadar anjuman ho faraz,
wo chahta hy usay anjuman kaha jaye

Akelay par utar kar ye nakhuda nay kaha

Akelay par utar kar ye nakhuda nay kaha,
musafiro yahi qismat shikasta nao ky thy

Ban gya qafla chaltay chaltay

Ban gya qafla chaltay chaltay,
warna tanha he rawan thay pehlay

Barham bas is khaa p ameeran e shehr hain

Barham bas is khaa p ameeran e shehr hain,
in johron ko main samandar nahi kaha

Bastyan chand sitaron ki basany walo

Bastyan chand sitaron ki basany walo,
kura e arz p bujtay chalay jatay hain charagh

Beroon e dar na koi roshni na saya tha

Beroon e dar na koi roshni na saya tha,
sabhi fasad muj androon e khana laga

Charhtay dryaon main toofan uthanay waly

Charhtay dryaon main toofan uthanay waly,
chand boonden he sar e daman e sehra barsa

Ye lag raha hy sitaron ki chal say k falat

Ye lag raha hy sitaron ki chal say k falat,
koi azab mery khak par utary ga.



Poet