logo

Faiz Ahmed Faiz Poetry

wasi shah


Wo aik rat guzar bhi gye magar ab tak

Wo aik rat guzar bhi gye magar ab tak,
wasal e yar ki lazat say toot ta hy badan

Wo kapkapaty huwy hont mery shanay par

Wo kapkapaty huwy hont mery shanay par,
wo khwab sanp ki manind das gya muj ko

Wo samnay hy magar tashangy nahy jaty

Wo samnay hy magar tashangy nahy jaty,
ye kya sitam hy k drya sarab jesa hy

Suntay raho k waqt nay badly hy ragny

Suntay raho k waqt nay badly hy ragny,
dam bhar main inqlab huwa dekhtay raho

Sitam ki ag main jaltay rahay awam magar

Sitam ki ag main jaltay rahay awam magar,
jahan panah hamesha jahan panah rahay

Sitam k ehd main main bhi shareek hun jesy

Sitam k ehd main main bhi shareek hun jesy,
mera sakoot muj mujrimana lagay

Rahzan ho to hazir mata e dil o jan bhi

Rahzan ho to hazir mata e dil o jan bhi,
rahbar ho to manzil ka pata kyun nahi dety

Palak jhapaky he dunya ujar dety hy

Palak jhapaky he dunya ujar dety hy,
wo bastyan jinhy basay zamany lagtay hain

Main har tarha kay asbab e halakat dekhu

Main har tarha kay asbab e halakat dekhu,
aye watan kash tuj ab k salamat dekhu

Kitnay he nag khazanon nay yahan palay hain

Kitnay he nag khazanon nay yahan palay hain,
kitnay pekar hain jo dhal jatay hain ewanon main



Poet