logo

Romantic Poetry



Is chak chond main ankhen bhi ganwa betho gay

Is chak chond main ankhen bhi ganwa betho gay,
us k hoty huwy palkon ko jhukaye rakhna


Ab kay gar tu milay to ham tuj say

Ab kay gar tu milay to ham tuj say,
aisay lipten tery qaba ho jayen


Ham nay dekha hy khizan main bhi tery amad kay bad

Ham nay dekha hy khizan main bhi tery amad kay bad,
konsa gul tha k gulsham main trotaza na tha


Suna hy din ko usay titlyan staty hain

Suna hy din ko usay titlyan staty hain,
suna hy rak ko jugnoo thehr k dekhtay hain


Suna hy rat usay chand takta rehta hy

Suna hy rat usay chand takta rehta hy,
sitaray bam e falast say utar k dekhtay hain


Tery hoty huwy mehfil main jalaty hain charagh

Tery hoty huwy mehfil main jalaty hain charagh,
log sada hain sooraj ko dikhaty hain charagh


Tu khuda hy na mera ishq farishton jesa

Tu khuda hy na mera ishq farishton jesa,
donon insan hain to kyun itnay hijabon main milen


Wo aik rat guzar bhi gye magar ab tak

Wo aik rat guzar bhi gye magar ab tak,
wasal e yar ki lazat say toot ta hy badan


Wo kapkapaty huwy hont mery shanay par

Wo kapkapaty huwy hont mery shanay par,
wo khwab sanp ki manind das gya muj ko


Wo samnay hy magar tashangy nahy jaty

Wo samnay hy magar tashangy nahy jaty,
ye kya sitam hy k drya sarab jesa hy




Poet