logo

Ahmed Faraz Poetry

wasi shah


Unglian toot gaen pather tarashte tarashte

Unglian toot gaen pather tarashte tarashte ?Faraz?!!
Aur jab bani soorat-e-yaar tu kharidar aa gaye..

Ungliyan aaj bhi is soch me ghum hai faraz

Ungliyan aaj bhi is soch me ghum hai faraz
Usnay kaisay naye haath ko thaama hoga

Mili saza jo mujhe wo kisi khata pe na thi faraz

Mili saza jo mujhe wo kisi khata pe na thi faraz
Mujh pe jurm jo saabit howa wo wafaa ka tha

Suna Hai Zindagi Imtehan Leti Hai FARAZ

Suna Hai Zindagi Imtehan Leti Hai FARAZ
Par Yahan To Imtehano Ne Zindagi Leli

Hansi ko main sun ek bar chonk utha

Hansi ko main sun ek bar chonk utha ?Faraz?
Yah mujh main dukh chhupaane ka kamaal kaisey aa gaya!!

Haseen yadoon k kuch mousam usey arsal karnay hain

Haseen yadoon k kuch mousam usey arsal karnay hain ?FARAZ?!!
Suna hai shab ko ?tanhai? usey sonay nahin deti??..

Apne siwa bataao! kuch mila hai tumhein

Apne siwa bataao! kuch mila hai tumhein? Faraz ?
Hazaar baar lein hain tum ne mere dil ki talashiyaan

Main us ka hoon ,ye raaz tu wo jan gaya hai

Main us ka hoon ,ye raaz tu wo jan gaya hai ?Faraz?!!!
Wo kis ka hai ye sawal mujhe sonay nahin deta!

kon pareshan hota hai teray gam say Faraz

kon pareshan hota hai teray gam say Faraz~!!!
woh apni hi kisi bat pay roya hoga ~

woh roz dekhta hai doobtay hue suraj ko

woh roz dekhta hai doobtay hue suraj ko FARAZ!!!!!!!!!
kaash main bhi kisi shaam ka manzar hota



Poet