Poetry
Latest Poetry Collection
Hum apni jaan k dushman ko apni jaan kahte hain
mohabat ki isi meti ko hindustan kahte hain
or jo yeh dewar ka sorakh hai saazish ka hisa hai
magar hum is ko hum apne ghar ka roshan dan kahte hain
Phir us k bad yeh zuban yeh kutii hai kaat jae
hume jo kuch kahna hai alal alaan kahte hain
or mere andar se sab ek ek kr k sab kuch hogya roksaat
magar ek chez baki hai jesy imaan kahte hain
Character: 404
Unche unche darbaro se kya lena
Unche unche darbaro se kya lena
Nagny Bhoky Becharo se kya lena
Nagny Bhoky Becharo se kya lena
apna malik apna khalik afzal hai
ati hati sarkaro se kya lena
Character: 198
Abhi Ganimat Hai Sabar Mera
Abhi Labaha Lab Bhara nahi hon
Abhi Ganimat Hai Sabar Mera
Abhi Labaha Lab Bhara nahi hon
Wo Mujhe Murda Samjh Raha hai
Usy Kaho Mai Mara Nahi Hoon.
Wo Mujhe Murda Samjh Raha hai
Usy Kaho Mai Mara Nahi Hoon.
Wo kah Raha kuch dino mai mita
kr rakho don ga nasal teri
Hai us ki adat dara raha hai
hai meri fitrat dara nahi hon
Character: 376
Raaz jo kuch ho isharo mai bata bhi dena
hath jab us se milana daba bhi dena
wasy is khaat mai koi baat nahi hai
wasy is khaat mai koi baat nahi hai
Phir bhi ahtiyatan isy parh lo to jaala bhi dena
Nasha wasy to buri chez hai
pr Rahat se shair suna ho to thori pila bhi dena
Character: 285
Yun to har phool pr likha hai k toro mat
Dil machalta hai to kahta hai choro mat
Character: 81
Kis ne dastak di yeh dil par
kon hai ap to andar hain bahar kon hai
Character: 68
Mere hujray mai nahi or kahin rakh do
asmaan lae ho lay ao zameen pr rakh do
ab kahan dhoony jao gy hamara qatil
ap qatal ka ilzam hum pr rakh do
us ne jis taq pr kuch tooty deya rakhe hain
chaand taro ko bhi le ja k wahin rakh do
kashti tera naseeb chamakdar kar deya
is bar k thapero ne us par kr deya
afwa thi k meri tabyt kharab thi
logo ne poch poch kr bemar kr deya
do gaz sahi magar yeh meri malkiyat to hai
yeh mot tu ne mujhe zameendar kr deya
Character: 473
Nai hawao ki sobat bigra deti hai
Kabotaro ko khuli chhat bigar deti hai
or jo jurm karty hain itne bury nahi hoty
saza na de k adalat bigar deti hai
or milna chaha hai isnan ko jab bhi insan se
to sary kaam siyasat bigaar deti hai
hamare peer taki meer ne kaha tha kabhi
miyaan yeh ashiqi izat bigar deti hai
siyasat mai zaroori hai rawadari samjhta hai
wo roza to nahi rakhta hai pr aftari samjhta hai
Character: 422
Ishq mai jeet k any k leya kafi hon
mai akela hi zamany k leya kafi hon
mere har haqikat ko khawab samjhne waly
mai teri neend urany k leya kafi hon
mere bacho mujhe dil khul kr karach karo
mai akela hi kamany k leya kafi hoon
ek akbar hon okaat hi kya meri
magar shahar mai aagg lagany k leya kafi hon
Character: 315
Sarhado pr bohat tanaoo hai kya
kuch pata to karo chunao hai kya
khoof bikhara hai dono samtho mai
tesri samht ka dabao hai kya
andar ka zahar chung leya dhul kr agae
katne sharif log thy sab khul kr agae
or soraj se jung jetny nikly thy bewafkof
sary sipai mong k thy ghul kr agae
Character: 295